جو سہنا سیکھ جائیں وہ پھر کہنا چھوڑ دیتے ہیں
Jo sehna seekh jayein wo phir kehna
chor detay hen.
💛💜💛
جب پسندکی چیز ہی نہ مِلے
تو پھر جو مرضی مِلے کیا فرق پڑتا ہے
Jab pasand ki cheez he na milay to phir
jo marzi milay kia farq parhta hay.
💛💜💛
جب زندگی کی سمجھ آنے لگ جائے
تو پہلا حق خاموشی کا بنتا ہے
Jab zindagi ki samajh anay lag jaye
to pehla haq khamoshi ka banta hay.
💛💜💛
درد سبھی کے ہیں یہاں
کوئی لِکھ رہا ہے تو کوئی پڑھ رہا ہے
Dard sabhi k hen yahan
Koi likh raha hay to koi parh raha hay.
💛💜💛
یہ دل اب حسرتیں نہیں کرتا
Ye dill ab hasratein nahi karta.
💛💜💛
Kabhi kabhi dill sirf khamoshi chahta hay.
💛💜💛
یہ سنگ دلوں کی دُنیا ہے یہاں سُنتا نہیں فریادکوئی
یہاں ہنستے ہیں لوگ اس وقت جب ہوتا ہے برباد کوئی
Ye sangdillon ki duniya hay yahan sunta
nahi faryad koi ,
Yahan hansty hen log us waqt jab hota
hay barbaad koi.
💛💜💛
راستہ بھی ، مزاج بھی ، رشتہ بھی ، کتاب بھی
اور الفاظ بھی
Jab mutbadil mil jayein to log tabdeel
kar letay raasta bhi , mizaaj bhi , rishta bhi
, kitaab bhi aur alfaz bhi.
💛💜💛
ہم چلے جائیں گے کوئی اور آ جائے گا
کہانیاں یہی رہیں گی کردار بدل جائیں گے
Hum chalay jyeingy koi aur aajyega
Kahaniyan yhi rahein gi kirdaar badal
jayein gy.
💛💜💛
![]() |
اور پھر ہمارا سب سے غلط گُمان یہی ہوتا
ہے کہ ہماری جگہ کوئی نہیں لے سکتا
Aur hamara dab se ghalat ghumaan
yhi hota hay k hmari jagah koi nahi
le sakta.
💛💜💛
![]() |
زندگی خاک نہ تھی ، خاک اُڑاتے گزری
Zindagi khaak na thi , khaak urhatay guzri.
💛💜💛
No comments:
Post a Comment